Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya, Urdu Ghazal By Javed Manzar

Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہاں محفل یاراں میں ایسا بھی مقام آیا

جاوید منظر

ہاں محفل یاراں میں ایسا بھی مقام آیا

میں خود کو بھلا بیٹھا جب بھی ترا نام آیا

میں اپنے ہی پیکر سے اس درجہ پریشاں تھا

سوچا کہ بکھر جاؤں جب بھی تہ دام آیا

دنیا میں ہزاروں ہیں منصور بھی سرمد بھی

کیوں لوح صداقت پر اک میرا ہی نام آیا

کیا جسم کے زنداں سے آزاد کیا مجھ کو

کیا کوئی سر مقتل یارو مرے کام آیا

ہر شخص کے چہرے پر اک کرب کا منظر ہے

شاید لب گیتی پر تخریب کا نام آیا

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya

Javed Manzar

han mahfil-e-yaran mein aisa bhi maqam aaya
main KHud ko bhula baiTha jab bhi tera nam aaya

main apne hi paikar se is darja pareshan tha
socha ki bikhar jaun jab bhi tah-e-dam aaya

duniya mein hazaron hain mansur bhi sarmad bhi
kyun lauh-e-sadaqat par ek mera hi nam aaya

kya jism ke zindan se aazad kiya mujh ko
kya koi sar-e-maqtal yaro mere kaam aaya

har shaKHs ke chehre par ek karb ka manzar hai
shayad lab-e-geti par taKHrib ka nam aaya

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya written by Javed Manzar at UrduPoint. Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Han Mahfil-e-yaran Mein Aisa Bhi Maqam Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.