Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya, Urdu Ghazal By Javed Naseemi

Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Naseemi. Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت کے ہاتھوں نے جب تک کہ نہ خاموش کیا

جاوید نسیمی

وقت کے ہاتھوں نے جب تک کہ نہ خاموش کیا

میں نے تجھ کو نہ کسی لمحہ فراموش کیا

اس کی چاہت نے سنورنے کا سلیقہ بخشا

شہر کے شہر کو اس شخص نے خوش پوش کیا

ہجر کے صدمے بہت بخشے یہ سچ ہے لیکن

لذت وصل سے بھی اس نے ہم آغوش کیا

وقت کی دھول نے کجلا دئے سورج کتنے

کیسے کیسوں کو زمانے نے فراموش کیا

تیری قربت نے سکھائی تھی مجھے مے نوشی

اور فرقت نے تری مجھ کو بلانوش کیا

کیا ملا ترک تعلق سے بھی مجھ کو جاویدؔ

یاد نے چھوڑا نہ غم ہی نے سبک دوش کیا

جاوید نسیمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya

Javed Naseemi

waqt ke hathon ne jab tak ki na KHamosh kiya
main ne tujh ko na kisi lamha faramosh kiya

is ki chahat ne sanwarne ka saliqa baKHsha
shahr ke shahr ko us shaKHs ne KHush-posh kiya

hijr ke sadme bahut baKHshe ye sach hai lekin
lazzat-e-wasl se bhi us ne ham-aghosh kiya

waqt ki dhul ne kajla diye suraj kitne
kaise kaison ko zamane ne faramosh kiya

teri qurbat ne sikhai thi mujhe mai-noshi
aur furqat ne teri mujh ko bala-nosh kiya

kya mila tark-e-talluq se bhi mujh ko 'jawed'
yaad ne chhoDa na gham hi ne subuk-dosh kiya

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya written by Javed Naseemi at UrduPoint. Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya is one of the masterpieces written by Javed Naseemi. You can also find the complete poetry collection of Javed Naseemi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Naseemi' above.

Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Ke Hathon Ne Jab Tak Ki Na KHamosh Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.