Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan, Urdu Ghazal By Javed Nasir

Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Nasir. Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیرت سے دیکھتی ہے دریچوں کی صف یہاں

جاوید ناصر

حیرت سے دیکھتی ہے دریچوں کی صف یہاں

بنتے ہیں جان بوجھ کے سائے ہدف یہاں

کن کن کی آتمائیں پہاڑوں میں قید ہیں

آواز دو تو بجتے ہیں پتھر کے دف یہاں

چھنتی ہے جنگلوں میں درختوں سے روشنی

دھبے ہیں کیسے دھوپ کے چاروں طرف یہاں

اٹھ اٹھ کے آسماں کو بتاتی ہے دھول کیوں

مٹی میں دفن ہو گئے کتنے صدف یہاں

غصہ تھا جانے کون سی صدیوں کا ان کے پاس

آنکھوں سے اب بھی بہتا ہے خوابوں کا کف یہاں

جاوید ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan

Javed Nasir

hairat se dekhti hai darichon ki saf yahan
bante hain jaan-bujh ke sae hadaf yahan

kin kin ki aatmaen pahaDon mein qaid hain
aawaz do to bajte hain patthar ke daf yahan

chhanti hai jangalon mein daraKHton se raushni
dhabbe hain kaise dhup ke chaaron taraf yahan

uTh uTh ke aasman ko batati hai dhul kyun
miTTi mein dafn ho gae kitne sadaf yahan

ghussa tha jaane kaun si sadiyon ka un ke pas
aankhon se ab bhi bahta hai KHwabon ka kaf yahan

(458) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan written by Javed Nasir at UrduPoint. Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan is one of the masterpieces written by Javed Nasir. You can also find the complete poetry collection of Javed Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Nasir' above.

Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hairat Se Dekhti Hai Darichon Ki Saf Yahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.