Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun, Urdu Ghazal By Javed Nasir

Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Nasir. Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حوصلوں سے بکھر بھی جاتا ہوں

جاوید ناصر

حوصلوں سے بکھر بھی جاتا ہوں

میں مثالوں سے ڈر بھی جاتا ہوں

زندگی کا سفر بھی جاری ہے

شام ہوتے ہی گھر بھی جاتا ہوں

غور سے دیکھتا ہوں دنیا کو

راستوں سے گزر بھی جاتا ہوں

ہاں جہاں پر سوال اگتے ہیں

حسب عادت ادھر بھی جاتا ہوں

جھوٹ کے سچ کے درمیان کبھی

میں تکلف سے مر بھی جاتا ہوں

جاوید ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun

Javed Nasir

hauslon se bikhar bhi jata hun
main misalon se Dar bhi jata hun

zindagi ka safar bhi jari hai
sham hote hi ghar bhi jata hun

ghaur se dekhta hun duniya ko
raston se guzar bhi jata hun

han jahan par sawal ugte hain
hasb-e-adat udhar bhi jata hun

jhuT ke sach ke darmiyan kabhi
main takalluf se mar bhi jata hun

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun written by Javed Nasir at UrduPoint. Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun is one of the masterpieces written by Javed Nasir. You can also find the complete poetry collection of Javed Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Nasir' above.

Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hauslon Se Bikhar Bhi Jata Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.