Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte, Urdu Ghazal By Javed Nasir

Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Nasir. Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بری خبر ہے اسے مشتہر نہیں کرتے

جاوید ناصر

بری خبر ہے اسے مشتہر نہیں کرتے

کسی کے عیب کو یوں بے ہنر نہیں کرتے

مرے بزرگ ہیں طول کلام کے شیدا

کہانیوں کو کبھی مختصر نہیں کرتے

مجھے بھی شوق ہے دنیا کو فتح کرنے کا

مگر پہاڑ کو عجلت میں سر نہیں کرتے

نہ جانے کون سا موسم ہو پھول‌ پتوں کا

اسی لیے تو یہ پودے سفر نہیں کرتے

میں آج اپنے ہی اخلاق سے پریشاں ہوں

تکلفات مجھے معتبر نہیں کرتے

جاوید ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte

Javed Nasir

buri KHabar hai use mushtahar nahin karte
kisi ke aib ko yun be-hunar nahin karte

mere buzurg hain tul-e-kalam ke shaida
kahaniyon ko kabhi muKHtasar nahin karte

mujhe bhi shauq hai duniya ko fath karne ka
magar pahaD ko ujlat mein sar nahin karte

na jaane kaun sa mausam ho phul-patton ka
isi liye to ye paude safar nahin karte

main aaj apne hi aKHlaq se pareshan hun
takallufat mujhe mo'atabar nahin karte

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte written by Javed Nasir at UrduPoint. Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte is one of the masterpieces written by Javed Nasir. You can also find the complete poetry collection of Javed Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Nasir' above.

Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Buri KHabar Hai Use Mushtahar Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.