Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai, Urdu Ghazal By Javed Nasir

Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Nasir. Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی عذاب کبھی ایک تازیانہ ہے

جاوید ناصر

کبھی عذاب کبھی ایک تازیانہ ہے

ہمارا دور گزشتہ کا شاخسانہ ہے

بس ایک وعدۂ فردا پہ لوگ زندہ ہیں

بس ایک لمحۂ موجود آب و دانہ ہے

تناظرات یہاں تو بدلتے رہتے ہیں

تمہارا نیک رویہ بھی مجرمانہ ہے

اب ایسی دھند میں مجھ کو دکھائی کیا دے گا

ہے بس میں تیر نہ قابو میں وہ نشانہ ہے

وہ سنگ راہ بھی تازہ ہوا کا جھونکا بھی

کبھی قیام کبھی ہر طرف روانہ ہے

جاوید ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai

Javed Nasir

kabhi azab kabhi ek taziyana hai
hamara dur guzishta ka shaKHsana hai

bas ek wada-e-farda pe log zinda hain
bas ek lamha-e-maujud aab-o-dana hai

tanazuraat yahan to badalte rahte hain
tumhaara nek rawayya bhi mujrimana hai

ab aisi dhund mein mujh ko dikhai kya dega
hai bas mein tir na qabu mein wo nishana hai

wo sang-e-rah bhi taza hawa ka jhonka bhi
kabhi qayam kabhi har taraf rawana hai

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai written by Javed Nasir at UrduPoint. Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai is one of the masterpieces written by Javed Nasir. You can also find the complete poetry collection of Javed Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Nasir' above.

Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Azab Kabhi Ek Taziyana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.