Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai, Urdu Ghazal By Jeem Jazil

Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jeem Jazil. Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ سے اونچا ترا قد ہے، حد ہے

جیم جاذل

مجھ سے اونچا ترا قد ہے، حد ہے

پھر بھی سینے میں حسد ہے؟ حد ہے

میرے تو لفظ بھی کوڑی کے نہیں

تیرا نقطہ بھی سند ہے، حد ہے

تیری ہر بات ہے سر آنکھوں پر

میری ہر بات ہی رد ہے، حد ہے

عشق میری ہی تمنا تو نہیں

تیری نیت بھی تو بد ہے، حد ہے

زندگی کو ہے ضرورت میری

اور ضرورت بھی اشد ہے، حد ہے

بے تحاشہ ہیں ستارے لیکن

چاند بس ایک عدد ہے، حد ہے

اشک آنکھوں سے یہ کہہ کر نکلا

یہ ترے ضبط کی حد ہے؟ حد ہے

روک سکتے ہو تو روکو جاذلؔ

یہ جو سانسوں کی رسد ہے، حد ہے

جیم جاذل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai

Jeem Jazil

mujh se uncha tera qad hai, had hai
phir bhi sine mein hasad hai? had hai

mere to lafz bhi kauDi ke nahin
tera nuqta bhi sanad hai, had hai

teri har baat hai sar aankhon par
meri har baat hi radd hai, had hai

ishq meri hi tamanna to nahin
teri niyyat bhi to bad hai, had hai

zindagi ko hai zarurat meri
aur zarurat bhi ashad hai, had hai

be-tahasha hain sitare lekin
chand bas ek adad hai, had hai

ashk aankhon se ye kah kar nikla
ye tere zabt ki had hai? had hai

rok sakte ho to roko 'jazil'
ye jo sanson ki rasad hai, had hai

(2434) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai written by Jeem Jazil at UrduPoint. Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai is one of the masterpieces written by Jeem Jazil. You can also find the complete poetry collection of Jeem Jazil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jeem Jazil' above.

Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhse Uncha Tera Qad Hai, Had Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.