Pahla Qadam, Urdu Nazam By Jeem Jazil

Pahla Qadam is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Jeem Jazil. Pahla Qadam comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Pahla Qadam on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہلا قدم

جیم جاذل

کوئی ڈر تھا نہ فکر تھی کوئی

ماں کی انگلی تھی میرے ہاتھوں میں

زندگی کے سفر کا پہلا قدم

آدھے پاؤں سے جب اٹھایا تھا

کتنا خوش تھا میں کھلکھلایا تھا

اور اک عمر ہو گئی اب تو

ماں کی انگلی نہیں ہے ہاتھوں میں

ہاں مگر راستہ گرفت میں ہے

پورے پاؤں سے چل رہا ہوں میں

پھر بھی گرنے سے ڈر رہا ہوں میں

جیم جاذل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahla Qadam

Jeem Jazil

koi Dar tha na fikr thi koi
man ki ungli thi mere hathon mein
zindagi ke safar ka pahla qadam
aadhe panw se jab uThaya tha
kitna KHush tha main khilkhilaya tha

aur ek umr ho gai ab to
man ki ungli nahin hai hathon mein
han magar rasta giraft mein hai
pure panw se chal raha hun main
phir bhi girne se Dar raha hun main

(794) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahla Qadam written by Jeem Jazil at UrduPoint. Pahla Qadam is one of the masterpieces written by Jeem Jazil. You can also find the complete poetry collection of Jeem Jazil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jeem Jazil' above.

Pahla Qadam is a widely read Urdu Nazam. If you like Pahla Qadam, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.