Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein, Urdu Ghazal By Jeem Jazil

Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jeem Jazil. Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر طرف دھوپ کا نگر مجھ میں

جیم جاذل

ہر طرف دھوپ کا نگر مجھ میں

کٹ گرا آخری شجر مجھ میں

چھاؤں چھاؤں پکارتا جائے

کون کرنے لگا سفر مجھ میں

مجھ سے ہو کر الگ پریشاں تھا

لوٹ آیا مرا ہنر مجھ میں

ایک بچہ سا بے سبب جاذلؔ

بیٹھا رہتا ہے روٹھ کر مجھ میں

جیم جاذل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein

Jeem Jazil

har taraf dhup ka nagar mujh mein
kaT gira aaKHiri shajar mujh mein

chhanw chhanw pukarta jae
kaun karne laga safar mujh mein

mujh se ho kar alag pareshan tha
lauT aaya mera hunar mujh mein

ek bachcha sa be-sabab 'jazil'
baiTha rahta hai ruTh kar mujh mein

(536) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein written by Jeem Jazil at UrduPoint. Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein is one of the masterpieces written by Jeem Jazil. You can also find the complete poetry collection of Jeem Jazil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jeem Jazil' above.

Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Taraf Dhup Ka Nagar Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.