BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai, Urdu Ghazal By Jigar Barelvi

BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jigar Barelvi. BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بگڑیں وہ ہم سے کہ ہم ان سے سب میں اک لذت ہوتی ہے

جگر بریلوی

بگڑیں وہ ہم سے کہ ہم ان سے سب میں اک لذت ہوتی ہے

جینے میں بڑا لطف آتا ہے جب دل سے محبت ہوتی ہے

ہم کس سے پوچھیں تم ہی کہو کچھ کام یہ جینا آیا بھی

ہم لوٹتے ہیں انگاروں پر کچھ تم کو مسرت ہوتی ہے

دوزخ کو یہی جنت کر دے جنت کو یہی دوزخ کر دے

ہم تجھ کو بتائیں کیا ہم دم کیا چیز محبت ہوتی ہے

ہم بادہ و جام کے پردے میں کچھ راز جنوں کہہ جاتے ہیں

جب عشق کا نشہ چڑھتا ہے مخمور طبیعت ہوتی ہے

ہم مرتے ہیں یا جیتے ہیں تم شاد رہو آباد رہو

کیا تم سے کہیں کیا ہوتا ہے جب ہجر کی ساعت ہوتی ہے

اب اس میں ہماری کیا ہے خطا مجبور سے ہیں لاچار سے ہیں

دل ہے تو محبت کرتے ہیں تم ہو تو محبت ہوتی ہے

پروردۂ ساحل کیا جانے آسودۂ منزل کیا سمجھے

جو دور ہیں ساحل و منزل سے ان کی کیا حالت ہوتی ہے

جب جوش مسرت ہوتا ہے ہم آپ سے کھوئے جاتے ہیں

ہستی میں بھرم آ جاتا ہے جب غم کی شدت ہوتی ہے

میں حسن کا ایک پجاری ہوں ہے شاعری حسن کی اک دیوی

جو فکر سخن بھی ہوتی ہے ہم رنگ عبادت ہوتی ہے

جگر بریلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai

Jigar Barelvi

bigDen wo hum se ki hum un se sab mein ek lazzat hoti hai
jine mein baDa lutf aata hai jab dil se mohabbat hoti hai

hum kis se puchhen tum hi kaho kuchh kaam ye jina aaya bhi
hum loTte hain angaron par kuchh tum ko masarrat hoti hai

dozaKH ko yahi jannat kar de jannat ko yahi dozaKH kar de
hum tujh ko bataen kya hamdam kya chiz mohabbat hoti hai

hum baada-o-jam ke parde mein kuchh raaz-e-junun kah jate hain
jab ishq ka nashsha chaDhta hai maKHmur tabiat hoti hai

hum marte hain ya jite hain tum shad raho aabaad raho
kya tum se kahen kya hota hai jab hijr ki saat hoti hai

ab is mein hamari kya hai KHata majbur se hain lachaar se hain
dil hai to mohabbat karte hain tum ho to mohabbat hoti hai

parwarda-e-sahil kya jaane aasuda-e-manzil kya samjhe
jo dur hain sahil-o-manzil se un ki kya haalat hoti hai

jab josh-e-masarrat hota hai hum aap se khoe jate hain
hasti mein bharam aa jata hai jab gham ki shiddat hoti hai

main husn ka ek pujari hun hai shairi husn ki ek dewi
jo fikr-e-suKHan bhi hoti hai ham-rang-e-ibaadat hoti hai

(539) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai written by Jigar Barelvi at UrduPoint. BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai is one of the masterpieces written by Jigar Barelvi. You can also find the complete poetry collection of Jigar Barelvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jigar Barelvi' above.

BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like BigDen Wo Humse Ki Hum Un Se Sab Mein Ek Lazzat Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.