Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Kafeel Aazar Amrohvi

Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kafeel Aazar Amrohvi. Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات بھر چاند کی گلیوں میں پھراتی ہے مجھے

کفیل آزر امروہوی

رات بھر چاند کی گلیوں میں پھراتی ہے مجھے

زندگی کتنے حسیں خواب دکھاتی ہے مجھے

ان دنوں عشق کی فرصت ہی نہیں ہے ورنہ

اس دریچے کی اداسی تو بلاتی ہے مجھے

توڑ دیتا ہوں کہ یہ بھی کہیں دھوکا ہی نہ ہو

جام میں جب تری صورت نظر آتی ہے مجھے

دن اسی فرق کے جنگل میں گزر جاتا ہے

رات یادوں کا وہی زہر پلاتی ہے مجھے

ساتھ جس روز سے چھوٹا ہے کسی کا آذرؔ

جیسے کمرے کی ہر اک چیز ڈراتی ہے مجھے

کفیل آزر امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe

Kafeel Aazar Amrohvi

raat-bhar chand ki galiyon mein phiraati hai mujhe
zindagi kitne hasin KHwab dikhati hai mujhe

in dinon ishq ki fursat hi nahin hai warna
us dariche ki udasi to bulati hai mujhe

toD deta hun ki ye bhi kahin dhoka hi na ho
jam mein jab teri surat nazar aati hai mujhe

din isi farq ke jangal mein guzar jata hai
raat yaadon ka wahi zahr pilati hai mujhe

sath jis roz se chhuTa hai kisi ka 'azar'
jaise kamre ki har ek chiz Daraati hai mujhe

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe written by Kafeel Aazar Amrohvi at UrduPoint. Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Kafeel Aazar Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Kafeel Aazar Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kafeel Aazar Amrohvi' above.

Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat-bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.