Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain, Urdu Ghazal By Kailash Mahir

Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kailash Mahir. Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانے کیا سوچ کے ہم تجھ سے وفا کرتے ہیں

کیلاش ماہر

جانے کیا سوچ کے ہم تجھ سے وفا کرتے ہیں

قرض ہے پچھلے جنم کا سو ادا کرتے ہیں

کیا ہوا جام اٹھاتے ہی بھر آئیں آنکھیں

ایسے طوفان تو ہر شام اٹھا کرتے ہیں

دل کے زخموں پہ نہ جاؤ کہ بڑی مدت سے

یہ دیے یوں ہی سر شام جلا کرتے ہیں

کون ہے جس کا مقدر نہ بنی تنہائی

کیا ہوا ہم بھی اگر تجھ سے گلا کرتے ہیں

رشتۂ درد کی میراث ملی ہے ہم کو

ہم ترے نام پہ جینے کی خطا کرتے ہیں

کیلاش ماہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain

Kailash Mahir

jaane kya soch ke hum tujh se wafa karte hain
qarz hai pichhle janm ka so ada karte hain

kya hua jam uThate hi bhar aain aankhen
aise tufan to har sham uTha karte hain

dil ke zaKHmon pe na jao ki baDi muddat se
ye diye yunhi sar-e-sham jala karte hain

kaun hai jis ka muqaddar na bani tanhai
kya hua hum bhi agar tujh se gila karte hain

rishta-e-dard ki miras mili hai hum ko
hum tere nam pe jine ki KHata karte hain

(650) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain written by Kailash Mahir at UrduPoint. Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain is one of the masterpieces written by Kailash Mahir. You can also find the complete poetry collection of Kailash Mahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kailash Mahir' above.

Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaane Kya Soch Ke Hum Tujhse Wafa Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.