Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale, Urdu Ghazal By Kalim Tahiri

Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kalim Tahiri. Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی بھی طور گلستاں کا کاروبار چلے

کلیم طاہری

کسی بھی طور گلستاں کا کاروبار چلے

چمن پہ آئے پھبن باد نوبہار چلے

فضا خموش ہے اور دل بھی ہے اداس اداس

خدا کے واسطے ایسے میں ذکر یار چلے

ہمارے زخم کے ٹانکے بھی آج کھل جائیں

کچھ اس ادا سے ابھی باد نوبہار چلے

ہمیں زمانے نے سمجھا ترا ہی دیوانہ

تو ہم بھی کر کے گریباں کو تار تار چلے

کلیمؔ کو تو تری بزم بھی نہ راس آئی

وہ اپنی دھن میں اٹھے اور سوئے دار چلے

کلیم طاہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale

Kalim Tahiri

kisi bhi taur gulistan ka karobar chale
chaman pe aae phaban baad-e-nau-bahaar chale

faza KHamosh hai aur dil bhi hai udas udas
KHuda ke waste aise mein zikr-e-yar chale

hamare zaKHm ke Tanke bhi aaj khul jaen
kuchh is ada se abhi baad-e-nau-bahaar chale

hamein zamane ne samjha tera hi diwana
to hum bhi kar ke gareban ko tar tar chale

'kalim' ko to teri bazm bhi na ras aai
wo apni dhun mein uThe aur su-e-dar chale

(584) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale written by Kalim Tahiri at UrduPoint. Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale is one of the masterpieces written by Kalim Tahiri. You can also find the complete poetry collection of Kalim Tahiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kalim Tahiri' above.

Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Bhi Taur Gulistan Ka Karobar Chale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.