Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae, Urdu Ghazal By Karam Haidari

Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karam Haidari. Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم کس شب سیاہ کے دامن میں بس گئے

کرم حیدری

ہم کس شب سیاہ کے دامن میں بس گئے

تیری ضیائے‌ رخ کو دل و جاں ترس گئے

مرجھا رہی ہیں اپنی امنگوں کی کونپلیں

بادل نہ جانے کون سی جانب برس گئے

اجڑے تھے دل سو اجڑے ہوئے ہیں کچھ اور بھی

کیا کیا نہ ورنہ کوچہ و بازار بس گئے

آوارگان شوق نے منزل نہ کی قبول

گلشن کا در کھلا تو وہ سوئے قفس گئے

ہے ہجر‌ دوستاں بھی کرم درد جاں فزا

آنکھوں میں جو بسے تھے وہ اب دل میں بس گئے

کرم حیدری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae

Karam Haidari

hum kis shab-e-siyah ke daman mein bas gae
teri ziya-e-ruKH ko dil-o-jaan taras gae

murjha rahi hain apni umangon ki konplen
baadal na jaane kaun si jaanib baras gae

ujDe the dil so ujDe hue hain kuchh aur bhi
kya kya na warna kucha-o-bazar bas gae

aawargan-e-shauq ne manzil na ki qubul
gulshan ka dar khula to wo su-e-qafas gae

hai hijr-e-dostan bhi karam dard-e-jaan-faza
aankhon mein jo base the wo ab dil mein bas gae

(388) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae written by Karam Haidari at UrduPoint. Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae is one of the masterpieces written by Karam Haidari. You can also find the complete poetry collection of Karam Haidari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karam Haidari' above.

Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Kis Shab-e-siyah Ke Daman Mein Bas Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.