Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne, Urdu Ghazal By Karam Haidari

Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karam Haidari. Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں دشت زندگی کو چلا تھا نکھارنے

کرم حیدری

میں دشت زندگی کو چلا تھا نکھارنے

اک قہقہہ لگایا گزرتی بہار نے

گزرا ہوں جب سلگتے ہوئے نقش چھوڑتا

دیکھا ہے مجھ کو غور سے ہر رہ گزار نے

میکش نے جام زہر ہی منہ سے لگا لیا

پاگل بنا دیا جو نشے کے اتار نے

انسان حد‌ نور سے آگے نکل گیا

چھوڑا مگر نہ اس کو لہو کی پکار نے

ان مہ رخوں کی ہم سے جو یہ بے رخی رہی

جانا پڑے گا چاند پہ کچھ دن گزارنے

کرتے ہیں وہ ستارے بھی اب مجھ پہ چشمکیں

چمکا دیا جنہیں مری شب ہائے تار نے

ان گل کدوں کو بھی کوئی اے کاش دیکھتا

جھلسا ہے جن کو آتش فصل بہار نے

لاؤں کہاں سے ان کے لیے اور غم گسار

جو غم دئے ہیں مجھ کو مرے غم گسار نے

میری سرشت میں تھی محبت کی پرورش

مجھ کو قلم دیا مرے پروردگار نے

بخشا ہے اپنے حسن کا پرتو مجھے کرمؔ

فطرت کے ہر جمیل و حسیں شاہکار نے

کرم حیدری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne

Karam Haidari

main dasht-e-zindagi ko chala tha nikhaarne
ek qahqaha lagaya guzarti bahaar ne

guzra hun jab sulagte hue naqsh chhoDta
dekha hai mujh ko ghaur se har rahguzar ne

mai-kash ne jam-e-zahr hi munh se laga liya
pagal bana diya jo nashe ke utar ne

insan hadd-e-nur se aage nikal gaya
chhoDa magar na us ko lahu ki pukar ne

un mah-ruKHon ki hum se jo ye be-ruKHi rahi
jaana paDega chand pe kuchh din guzarne

karte hain wo sitare bhi ab mujh pe chashmaken
chamka diya jinhen meri shab-ha-e-tar ne

un gul-kadon ko bhi koi ai kash dekhta
jhulsa hai jin ko aatish-e-fasl-e-bahaar ne

laun kahan se un ke liye aur gham-gusar
jo gham diye hain mujh ko mere gham-gusar ne

meri sarisht mein thi mohabbat ki parwarish
mujh ko qalam diya mere parwardigar ne

baKHsha hai apne husn ka partaw mujhe 'karam'
fitrat ke har jamil-o-hasin shahkar ne

(559) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne written by Karam Haidari at UrduPoint. Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne is one of the masterpieces written by Karam Haidari. You can also find the complete poetry collection of Karam Haidari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karam Haidari' above.

Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Dasht-e-zindagi Ko Chala Tha Nikhaarne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.