Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai, Urdu Ghazal By Karamat Ali Shaheedi

Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karamat Ali Shaheedi. Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مشام بلبل میں رشک گل کی ہنوز بو بھی نہیں گئی ہے

کرامت علی شہیدی

مشام بلبل میں رشک گل کی ہنوز بو بھی نہیں گئی ہے

ابھی وہ نام خدا ہے غنچہ نسیم چھو بھی نہیں گئی ہے

نہ عشق سرمے کا نے مسی کا نہ شوق غمزے کا نے ہنسی کا

گماں ہو گر تم کو آرسی کا سو رو بہ رو بھی نہیں گئی ہے

بلا کو اس کی خبر ہے کہتے ہیں کس کو معشوق کیا ہے عاشق

ہنوز کانوں میں اس پری کے یہ گفتگو بھی نہیں گئی ہے

یقیں نہیں مجھ کو قیس گریاں کے حال سے اس کو آگہی ہو

نکل کے مطلب سے اپنے لیلیٰ کنار جو بھی نہیں گئی ہے

شہیدیؔ اتنی گماں پرستی نشہ میں سب بھول بیٹھے ہستی

ہوئی ہے اس سے ہی تم کو مستی جو تا گلو بھی نہیں گئی ہے

کرامت علی شہیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai

Karamat Ali Shaheedi

masham-e-bulubul mein rashk-e-gul ki hunuz bu bhi nahin gai hai
abhi wo nam-e-KHuda hai ghuncha nasim chhu bhi nahin gai hai

na ishq surme ka ne misi ka na shauq ghamze ka ne hansi ka
guman ho gar tum ko aarsi ka so ru-ba-ru bhi nahin gai hai

bala ko us ki KHabar hai kahte hain kis ko mashuq kya hai aashiq
hunuz kanon mein us pari ke ye guftugu bhi nahin gai hai

yaqin nahin mujh ko qais-e-giryan ke haal se us ko aagahi ho
nikal ke matlab se apne laila kinar-e-ju bhi nahin gai hai

'shahidi' itni guman-parasti nashe mein sab bhul baiThe hasti
hui hai us se hi tum ko masti jo ta-gulu bhi nahin gai hai

(354) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai written by Karamat Ali Shaheedi at UrduPoint. Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai is one of the masterpieces written by Karamat Ali Shaheedi. You can also find the complete poetry collection of Karamat Ali Shaheedi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karamat Ali Shaheedi' above.

Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Masham-e-bulubul Mein Rashk-e-gul Ki Hunuz Bu Bhi Nahin Gai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.