Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz, Urdu Ghazal By Karrar Noori

Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karrar Noori. Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہیں اگر دار و رسن صبح منور کے عوض

کرار نوری

ہیں اگر دار و رسن صبح منور کے عوض

پھر تو خورشید ہی ابھرے گا مرے سر کے عوض

ہم کو بھی سر کوئی درکار ہے اب سر کے عوض

پتھر اک ہم بھی چلا دیتے ہیں پتھر کے عوض

فرق کیا پڑتا ہے ہو جائے اگر دادرسی

اک نظر دیکھ ہی لو وعدۂ محشر کے عوض

ہم نے چاہا تھا کہ پتھر ہی سے ٹھوکر کھائیں

سر بھی اک ہم کو ملا راہ میں پتھر کے عوض

پاسبانان چمن رہ گئے بیرون چمن

نرگس خفتہ ملی سرو و صنوبر کے عوض

اب کہاں پہلا سا ساقی کے کرم کا دستور

آبرو بیچنی پڑ جاتی ہے ساغر کے عوض

کیا خبر ہے وہ چلے آئیں سجا لوں گھر کو

موج گل آنے لگی آج تو سرسر کے عوض

ان کے وعدہ کی جو تصدیق بھی چاہی نوریؔ

صاف انکار تھا تائید مکرر کے عوض

کرار نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz

Karrar Noori

hain agar dar-o-rasan subh-e-munawwar ke ewaz
phir to KHurshed hi ubhrega mere sar ke ewaz

hum ko bhi sar koi darkar hai ab sar ke ewaz
patthar ek hum bhi chala dete hain patthar ke ewaz

farq kya paDta hai ho jae agar dad-rasi
ek nazar dekh hi lo wada-e-mahshar ke ewaz

hum ne chaha tha ki patthar hi se Thokar khaen
sar bhi ek hum ko mila rah mein patthar ke ewaz

pasbanan-e-chaman rah gae bairun-e-chaman
nargis-e-KHufta mili sarw-o-sanobar ke ewaz

ab kahan pahla sa saqi ke karam ka dastur
aabru bechni paD jati hai saghar ke ewaz

kya KHabar hai wo chale aaen saja lun ghar ko
mauj-e-gul aane lagi aaj to sarsar ke ewaz

un ke wade ki jo tasdiq bhi chahi 'nuri'
saf inkar tha taid-e-mukarrar ke ewaz

(495) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz written by Karrar Noori at UrduPoint. Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz is one of the masterpieces written by Karrar Noori. You can also find the complete poetry collection of Karrar Noori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karrar Noori' above.

Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hain Agar Dar-o-rasan Subh-e-munawwar Ke Ewaz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.