Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun, Urdu Ghazal By Kaukab Zaki

Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaukab Zaki. Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بتاؤں تجھے میں کہ کیا چاہتا ہوں

کوکب ذکی

بتاؤں تجھے میں کہ کیا چاہتا ہوں

ترے دل میں تھوڑی سی جا چاہتا ہوں

نہ موٹر نہ بنگلہ نہ مرغ مسلم

میں کٹیا میں سادہ غذا چاہتا ہوں

رہے ہوش باقی نہ جب اس کو دیکھوں

میں دلبر میں ایسی ادا چاہتا ہوں

بہت تیز نفرت کی یہ آندھیاں ہیں

اخوت کی ٹھنڈی ہوا چاہتا ہوں

گناہوں سے کالا یہ دل ہو گیا ہے

ذکیؔ اس مرض کی دوا چاہتا ہوں

کوکب ذکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun

Kaukab Zaki

bataun tujhe main ki kya chahta hun
tere dil mein thoDi si ja chahta hun

na motor na bangla na murgh-e-musallam
main kuTiya mein sada ghiza chahta hun

rahe hosh baqi na jab us ko dekhun
main dilbar mein aisi ada chahta hun

bahut tez nafrat ki ye aandhiyan hain
uKHuwwat ki ThanDi hawa chahta hun

gunahon se kala ye dil ho gaya hai
'zaki' is maraz ki dawa chahta hun

(650) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun written by Kaukab Zaki at UrduPoint. Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun is one of the masterpieces written by Kaukab Zaki. You can also find the complete poetry collection of Kaukab Zaki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaukab Zaki' above.

Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bataun Tujhe Main Ki Kya Chahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.