Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota, Urdu Ghazal By Khalida Uzma

Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalida Uzma. Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سواد غم ہو یا بزم طرب کچھ بھی نہیں ہوتا

خالدہ عظمی

سواد غم ہو یا بزم طرب کچھ بھی نہیں ہوتا

زباں مرہم رکھے یا زخم اب کچھ بھی نہیں ہوتا

چلے آتے ہیں بے موسم کی بارش کی طرح آنسو

بسا اوقات رونے کا سبب کچھ بھی نہیں ہوتا

جو ہوتا ہے تو بس اتنا کہ لفظوں کا بھرم ٹوٹے

سخن آتا ہے اکثر تا بہ لب کچھ بھی نہیں ہوتا

کبھی تھے مہرباں موسم کبھی ساون برستا تھا

اور اب دھرتی ہے ساری تشنہ لب کچھ بھی نہیں ہوتا

تمنا جھانکتی ہے روزن زنداں سے چھپ چھپ کر

اسیری میں مگر انجام شب کچھ بھی نہیں ہوتا

قیامت سی گزرتی ہے قیامت آ نہیں جاتی

کوئی بے جان ہو یا جاں بہ لب کچھ بھی نہیں ہوتا

جبلت سر اٹھا لے تو خس و خاشاک ہے انساں

بڑا ہو نام یا اونچا نسب کچھ بھی نہیں ہوتا

یہاں ہوتا ہے بعد از مرگ واویلا بہت لیکن

کوئی مر مر کے جب جیتا ہو تب کچھ بھی نہیں ہوتا

یہ دنیا ہے یہاں تاریخ ہی دہرائی جاتی ہے

انوکھا کچھ نہیں ہوتا عجب کچھ بھی نہیں ہوتا

خالدہ عظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota

Khalida Uzma

swad-e-gham ho ya bazm-e-tarab kuchh bhi nahin hota
zaban marham rakkhe ya zaKHm ab kuchh bhi nahin hota

chale aate hain be-mausam ki barish ki tarah aansu
basa-auqat rone ka sabab kuchh bhi nahin hota

jo hota hai to bas itna ki lafzon ka bharam TuTe
suKHan aata hai akasr ta-ba-lab kuchh bhi nahin hota

kabhi the mehrban mausam kabhi sawan barasta tha
aur ab dharti hai sari tishna-lab kuchh bhi nahin hota

tamanna jhankti hai rauzan-e-zindan se chhup chhup kar
asiri mein magar anjam-e-shab kuchh bhi nahin hota

qayamat si guzarti hai qayamat aa nahin jati
koi be-jaan ho ya jaan-ba-lab kuchh bhi nahin hota

jibillat sar uTha le to KHas-o-KHashak hai insan
baDa ho nam ya uncha nasab kuchh bhi nahin hota

yahan hota hai baad-az-marg wawaila bahut lekin
koi mar mar ke jab jita ho tab kuchh bhi nahin hota

ye duniya hai yahan tariKH hi dohrai jati hai
anokha kuchh nahin hota ajab kuchh bhi nahin hota

(432) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota written by Khalida Uzma at UrduPoint. Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota is one of the masterpieces written by Khalida Uzma. You can also find the complete poetry collection of Khalida Uzma by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalida Uzma' above.

Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Swad-e-gham Ho Ya Bazm-e-tarab Kuchh Bhi Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.