Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj, Urdu Ghazal By Khalish Dehlvi

Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalish Dehlvi. Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کس کی بزم کے قصے سنا رہا ہوں آج

خلش دہلوی

یہ کس کی بزم کے قصے سنا رہا ہوں آج

تماشا کیوں خلشؔ اپنا بنا رہا ہوں آج

یہی جواب ہے اب بے کراں اندھیروں کا

تمہارے نام کی شمعیں جلا رہا ہوں آج

اب اور تاب نہیں درد ہجر سہنے کی

چلے بھی آؤ کہ میں خود بلا رہا ہوں آج

کسی کی یاد کے طوفان بڑھتے آتے ہیں

کسی خیال میں ڈوبا ہی جا رہا ہوں آج

سحر ہوئی مگر آنکھوں سے نیند روٹھی ہے

خلشؔ میں شام سے کیا سوچتا رہا ہوں آج

خلش دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj

Khalish Dehlvi

ye kis ki bazm ke qisse suna raha hun aaj
tamasha kyon 'KHalish' apna bana raha hun aaj

yahi jawab hai ab be-karan andheron ka
tumhaare nam ki shamen jala raha hun aaj

ab aur tab nahin dard-e-hijr sahne ki
chale bhi aao ki main KHud bula raha hun aaj

kisi ki yaad ke tufan baDhte aate hain
kisi KHayal mein Duba hi ja raha hun aaj

sahar hui magar aankhon se nind ruThi hai
'KHalish' main sham se kya sochta raha hun aaj

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj written by Khalish Dehlvi at UrduPoint. Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj is one of the masterpieces written by Khalish Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Khalish Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalish Dehlvi' above.

Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kis Ki Bazm Ke Qisse Suna Raha Hun Aaj, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.