Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Khalish Rifai

Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalish Rifai. Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کون شمع کی صورت جلا رہا ہے مجھے

خلش رفاعی

یہ کون شمع کی صورت جلا رہا ہے مجھے

یہ کس کے ہجر کا موسم رلا رہا ہے مجھے

نظر کا فاصلہ کچھ دیر درمیان رہا

پھر اس کے بعد نہ اپنا پتا رہا ہے مجھے

تو ہی ہے چشم بصیرت کے سامنے موجود

خیال اب نہ کسی حسن کا رہا ہے مجھے

مجھے ہے علم کہ کیا سر لاالہ ہے

میں خوش ہوں دار کا منظر بلا رہا ہے مجھے

مرا وجود ہی میری نظر کا دھوکا ہے

جلا کے کون یہ خود کو مٹا رہا ہے مجھے

میں دیکھتا ہوں ہر اک سمت حسن ذات خلشؔ

ہر آئنہ تری صورت دکھا رہا ہے مجھے

خلش رفاعی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe

Khalish Rifai

ye kaun shama ki surat jala raha hai mujhe
ye kis ke hijr ka mausam rula raha hai mujhe

nazar ka fasla kuchh der darmiyan raha
phir is ke baad na apna pata raha hai mujhe

tu hi hai chashm-e-basirat ke samne maujud
KHayal ab na kisi husn ka raha hai mujhe

mujhe hai ilm ki kya sirr-e-la-ilaha hai
main KHush hun dar ka manzar bula raha hai mujhe

mera wajud hi meri nazar ka dhoka hai
jala ke kaun ye KHud ko miTa raha hai mujhe

main dekhta hun har ek samt husn-e-zat 'KHalish'
har aaina teri surat dikha raha hai mujhe

(622) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe written by Khalish Rifai at UrduPoint. Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Khalish Rifai. You can also find the complete poetry collection of Khalish Rifai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalish Rifai' above.

Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kaun Shama Ki Surat Jala Raha Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.