Kaf Se Nun Ka Wasl, Urdu Nazam By Khalish Rifai

Kaf Se Nun Ka Wasl is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Khalish Rifai. Kaf Se Nun Ka Wasl comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Kaf Se Nun Ka Wasl on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کاف سے نون کا وصل

خلش رفاعی

کاف سے نون ملا

کن ہوا

اور پھر عالم بنا

ایک عالم میں ہزاروں عالموں کا نقش تھا

آگ اور پانی

ہوا اور خاک کا پیہم ملاپ

بن گیا نقش وجود کائنات

اور پھر

سلسلہ در سلسلہ کچھ معجزات

راز رب

رمز حیات

اور یہ

صدیوں پہ پھیلے ماہ و سال

آج بھی

تصویر حیراں بن کے

کن کو دیکھتے ہیں

خلش رفاعی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaf Se Nun Ka Wasl

Khalish Rifai

kaf se nun mila
kun hua
aur phir aalam bana
ek aalam mein hazaron aalamon ka naqsh tha
aag aur pani
hawa aur KHak ka paiham milap
ban gaya naqsh-e-wajud-e-kaenat
aur phir
silsila-dar-silsila kuchh moajizat
raaz-e-rab
ramz-e-hayat
aur ye
sadiyon pe phaile mah-o-sal
aaj bhi
taswir-e-hairan ban ke
kun ko dekhte hain

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaf Se Nun Ka Wasl written by Khalish Rifai at UrduPoint. Kaf Se Nun Ka Wasl is one of the masterpieces written by Khalish Rifai. You can also find the complete poetry collection of Khalish Rifai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalish Rifai' above.

Kaf Se Nun Ka Wasl is a widely read Urdu Nazam. If you like Kaf Se Nun Ka Wasl, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.