Wo Aur Main, Urdu Nazam By Khan Mohammad Khaleel

Wo Aur Main is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Khan Mohammad Khaleel. Wo Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Wo Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ اور میں

خان محمد خلیل

جب زمیں کے پیاسے ہونٹ

بوند بوند کو ترسے

اس کی کوکھ نے جب بھی

سبز بچے جننے کی آرزو میں لب کھولے

تب شفیق بادل نے

اپنی جاں کے امرت سے

اس زمیں کے سینے میں

قطرہ قطرہ رس گھولا

بے بدن دراڑوں سے

زندگی اگا ڈالی

ہاں یہ سب ہوا لیکن

کوئی آ کے بادل سے

صرف اس قدر پوچھے

تیری پیاس کا دوزخ

سرد ہے کہ جلتا ہے

خان محمد خلیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Aur Main

Khan Mohammad Khaleel

jab zamin ke pyase honT
bund bund ko tarse
us ki kokh ne jab bhi
sabz bachche janne ki aarzu mein lab khole
tab shafiq baadal ne
apni jaan ke amrit se
is zamin ke sine mein
qatra qatra ras ghola
be-badan daraDon se
zindagi uga Dali
han ye sab hua lekin
koi aa ke baadal se
sirf is qadar puchhe
teri pyas ka dozaKH
sard hai ki jalta hai

(443) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Aur Main written by Khan Mohammad Khaleel at UrduPoint. Wo Aur Main is one of the masterpieces written by Khan Mohammad Khaleel. You can also find the complete poetry collection of Khan Mohammad Khaleel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khan Mohammad Khaleel' above.

Wo Aur Main is a widely read Urdu Nazam. If you like Wo Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.