Maqam-e-jaan, Urdu Nazam By Khan Mohammad Khaleel

Maqam-e-jaan is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Khan Mohammad Khaleel. Maqam-e-jaan comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Maqam-e-jaan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مقام جاں

خان محمد خلیل

نمک کے صحرا میں اپنی پلکوں سے

ٹکڑے ٹکڑے یہ خواب چن لوں

تو تجھ کو دیکھوں

شکستہ‌ ہاتھوں سے حسرتوں کے عذاب چن لوں

تو تجھ کو دیکھوں

جو تجھ کو دیکھوں تو جان پاؤں

کہ اس صف دوستاں میں تیرا مقام کیا ہے

نقیب جاں تو کہاں کھڑا ہے

وہ صف کہ جس نے محبتوں کے گلاب پہنے

عظیم چاہت کے سرخ لمحوں کی حدتوں سے بدن سجائے

فقط ترا جسم ہی نہیں جلوہ زن مری جاں

بلکہ سارا جہاں کھڑا ہے

خان محمد خلیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maqam-e-jaan

Khan Mohammad Khaleel

namak ke sahra mein apni palkon se
TukDe TukDe ye KHwab chun lun
to tujh ko dekhun
shikasta-hathon se hasraton ke azab chun lun
to tujh ko dekhun
jo tujh ko dekhun to jaan paun
ki is saf-e-dostan mein tera maqam kya hai
naqib-e-jaan tu kahan khaDa hai
wo saf ki jis ne mohabbaton ke gulab pahne
azim chahat ke surKH lamhon ki hiddaton se badan sajae
faqat tera jism hi nahin jalwa-zan meri jaan
balki sara jahan khaDa hai

(443) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maqam-e-jaan written by Khan Mohammad Khaleel at UrduPoint. Maqam-e-jaan is one of the masterpieces written by Khan Mohammad Khaleel. You can also find the complete poetry collection of Khan Mohammad Khaleel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khan Mohammad Khaleel' above.

Maqam-e-jaan is a widely read Urdu Nazam. If you like Maqam-e-jaan, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.