Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai, Urdu Ghazal By Khawar Naqeeb

Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawar Naqeeb. Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جاگتی آنکھوں سے وابستہ دیا مانگے ہے

خاور نقیب

جاگتی آنکھوں سے وابستہ دیا مانگے ہے

وقت امید بصارت کی دعا مانگے ہے

گرد آلود فضاؤں میں بھٹکتا موسم

گمشدہ لمحہ سے خود اپنا پتا مانگے ہے

عکس در عکس حقیقت کی لکیریں روشن

خواب در خواب کوئی حسن ادا مانگے ہے

اپنی مجروح نگاہوں کا سفر ہے جاری

جستجو کرب مسافت کی دوا مانگے ہے

منصف وقت کی مغرور سماعت خاورؔ

گونگے مجرم سے صداقت کی نوا مانگے ہے

خاور نقیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai

Khawar Naqeeb

jagti aankhon se wabasta diya mange hai
waqt-e-ummid basarat ki dua mange hai

gard-alud fazaon mein bhaTakta mausam
gum-shuda lamha se KHud apna pata mange hai

aks-dar-aks haqiqat ki lakiren raushan
KHwab-dar-KHwab koi husn-e-ada mange hai

apni majruh nigahon ka safar hai jari
justuju karb-e-masafat ki dawa mange hai

munsif-e-waqt ki maghrur samaat 'KHawar'
gunge mujrim se sadaqat ki nawa mange hai

(527) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai written by Khawar Naqeeb at UrduPoint. Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai is one of the masterpieces written by Khawar Naqeeb. You can also find the complete poetry collection of Khawar Naqeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawar Naqeeb' above.

Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.