Maqtal Ki Eid-e-qurban, Urdu Nazam By Khursheed Akbar

Maqtal Ki Eid-e-qurban is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Khursheed Akbar. Maqtal Ki Eid-e-qurban comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Maqtal Ki Eid-e-qurban on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مقتل کی عید قرباں

خورشید اکبر

کتنے آداب سے مقتل کو سجایا گیا ہے

پھر تری بزم سے زندوں کو اٹھایا گیا ہے

سچ کسی جھوٹ کی تخلیق نہیں کر سکتا

جانے کیا ہے جو سلیقے سے چھپایا گیا ہے

اس سے بڑھ کر نہیں ہو سکتی فنا کی تصویر

ایسی حکمت سے کھلونے کو بنایا گیا ہے

عید قرباں سے مقدس نہیں کوئی تقریب

اس طرح بھولا سبق یاد دلایا گیا ہے

اس طرح خواب سے ملتی نہیں کوئی تعبیر

جیسے صحرا میں سمندر کو بلایا گیا ہے

جانے یہ کس نے بنائی ہے قیامت کی شبیہ

صرف الزام مصور پہ لگایا گیا ہے

اور پختہ ہوئی جنت کی بشارت خورشیدؔ

جس طرح مٹی میں مٹی کو ملایا گیا ہے

خورشید اکبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maqtal Ki Eid-e-qurban

Khursheed Akbar

kitne aadab se maqtal ko sajaya gaya hai
phir teri bazm se zindon ko uThaya gaya hai
sach kisi jhuT ki taKHliq nahin kar sakta
jaane kya hai jo saliqe se chhupaya gaya hai
is se baDh kar nahin ho sakti fana ki taswir
aisi hikmat se khilaune ko banaya gaya hai
eid-e-qurban se muqaddas nahin koi taqrib
is tarah bhula sabaq yaad dilaya gaya hai
is tarah KHwab se milti nahin koi tabir
jaise sahra mein samundar ko bulaya gaya hai
jaane ye kis ne banai hai qayamat ki shabih
sirf ilzam musawwir pe lagaya gaya hai
aur puKHta hui jannat ki bashaarat 'KHurshid'
jis tarah miTTi mein miTTi ko milaya gaya hai

(739) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maqtal Ki Eid-e-qurban written by Khursheed Akbar at UrduPoint. Maqtal Ki Eid-e-qurban is one of the masterpieces written by Khursheed Akbar. You can also find the complete poetry collection of Khursheed Akbar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khursheed Akbar' above.

Maqtal Ki Eid-e-qurban is a widely read Urdu Nazam. If you like Maqtal Ki Eid-e-qurban, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.