Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun, Urdu Ghazal By Khursheed Akbar

Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khursheed Akbar. Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیسا شہر ہے میں کس عجائب گھر میں رہتا ہوں

خورشید اکبر

یہ کیسا شہر ہے میں کس عجائب گھر میں رہتا ہوں

میں کس کی آنکھ کا پانی ہوں کس پتھر میں رہتا ہوں

وہ خوشبو اس تعلق سے بہت بے چین سی ہوگی

میں کانٹا تھا مگر اک پھول کے بستر میں رہتا ہوں

اسے اک دن یہی خانہ بدوشی خود بتائے گی

میں اپنے گھر میں رہتا ہوں کہ اس کے گھر میں رہتا ہوں

اگر مہلت ملے تو قاتلان شہر سے پوچھوں

میں کس کی جان ہوں کیوں سینۂ خنجر میں رہتا ہوں

مجھے یہ بے پناہی کب ترا رستہ دکھائے گی

تری آواز ہوں اور گنبد بے در میں رہتا ہوں

یہ سب خوش پوش چہرے ہو چکے ہیں منکشف مجھ پر

میں ان کے درمیاں کیوں جامۂ محشر میں رہتا ہوں

خودی کیا چیز ہے خورشید اکبرؔ اور خدا کیا ہے

کہوں میں کس زباں سے دست آہن گر میں رہتا ہوں

خورشید اکبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun

Khursheed Akbar

ye kaisa shahr hai main kis ajaib-ghar mein rahta hun
main kis ki aankh ka pani hun kis patthar mein rahta hun

wo KHushbu is talluq se bahut bechain si hogi
main kanTa tha magar ek phul ke bistar mein rahta hun

use ek din yahi KHana-badoshi KHud bataegi
main apne ghar mein rahta hun ki us ke ghar mein rahta hun

agar mohlat mile to qatilan-e-shahr se puchhun
main kis ki jaan hun kyun sina-e-KHanjar mein rahta hun

mujhe ye be-panahi kab tera rasta dikhaegi
teri aawaz hun aur gumbad-e-be-dar mein rahta hun

ye sab KHush-posh chehre ho chuke hain munkashif mujh par
main un ke darmiyan kyun jama-e-mahshar mein rahta hun

KHudi kya chiz hai 'KHurshid-akbar' aur KHuda kya hai
kahun main kis zaban se dast-e-ahan-gar mein rahta hun

(431) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun written by Khursheed Akbar at UrduPoint. Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun is one of the masterpieces written by Khursheed Akbar. You can also find the complete poetry collection of Khursheed Akbar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khursheed Akbar' above.

Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-ghar Mein Rahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.