Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke, Urdu Ghazal By Khurshid Ahmad Jami

Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Ahmad Jami. Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے خواب دریچوں میں کسی رنگ محل کے

خورشید احمد جامی

بے خواب دریچوں میں کسی رنگ محل کے

فانوس جلائے ہیں امیدوں نے غزل کے

یادوں کے درختوں کی حسیں چھاؤں میں جیسے

آتا ہے کوئی شخص بہت دور سے چل کے

دکھ درد کے جلتے ہوئے آنگن میں کھڑا ہوں

اب کس کے لیے خلوت جاناں سے نکل کے

سوچوں میں دبے پاؤں چلے آتے ہیں اکثر

بچھڑی ہوئی کچھ سانولی شاموں کے دھندلکے

خورشید احمد جامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke

Khurshid Ahmad Jami

be-KHwab darichon mein kisi rang-mahal ke
fanus jalae hain umidon ne ghazal ke

yaadon ke daraKHton ki hasin chhanw mein jaise
aata hai koi shaKHs bahut dur se chal ke

dukh dard ke jalte hue aangan mein khaDa hun
ab kis ke liye KHalwat-e-jaanan se nikal ke

sochon mein dabe panw chale aate hain aksar
bichhDi hui kuchh sanwli shamon ke dhundalke

(559) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke written by Khurshid Ahmad Jami at UrduPoint. Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke is one of the masterpieces written by Khurshid Ahmad Jami. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Ahmad Jami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Ahmad Jami' above.

Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-KHwab Darichon Mein Kisi Rang-mahal Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.