Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai, Urdu Ghazal By Khurshidul Islam

Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshidul Islam. Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

داغ دھل گئے اب تو درد میں کمی سی ہے

خورشید الاسلام

داغ دھل گئے اب تو درد میں کمی سی ہے

زندگی نہ جانے کیوں پھر بھی اجنبی سی ہے

کل جس آبگینے سے موج مے چھلکتی تھی

آج اس آبگینے کی آنکھ میں نمی سی ہے

کیف چشم ساقی میں کچھ کمی نہیں لیکن

جشن مے گساراں میں آج بے دلی سی ہے

گردش جہاں میں بھی کچھ اثر ہے لغزش کا

اور نبض ہستی بھی کچھ رکی رکی سی ہے

ساز آرزو چپ ہے روح میں ہے سناٹا

دل میں جو بھی صورت ہے اب مٹی مٹی سی ہے

خورشید الاسلام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai

Khurshidul Islam

dagh dhul gae ab to dard mein kami si hai
zindagi na jaane kyun phir bhi ajnabi si hai

kal jis aabgine se mauj-e-mai chhalakti thi
aaj us aabgine ki aankh mein nami si hai

kaif-e-chashm-e-saqi mein kuchh kami nahin lekin
jashn-e-mai-gusaran mein aaj be-dili si hai

gardish-e-jahan mein bhi kuchh asar hai laghzish ka
aur nabz-e-hasti bhi kuchh ruki ruki si hai

saz-e-arzu chup hai ruh mein hai sannaTa
dil mein jo bhi surat hai ab miTi miTi si hai

(548) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai written by Khurshidul Islam at UrduPoint. Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai is one of the masterpieces written by Khurshidul Islam. You can also find the complete poetry collection of Khurshidul Islam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshidul Islam' above.

Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dagh Dhul Gae Ab To Dard Mein Kami Si Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.