Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko, Urdu Ghazal By Kishan Kumaar Waqaar

Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kishan Kumaar Waqaar. Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کعبہ کو جائیں کس لیے اور کیوں کنشت کو

کشن کمار وقار

کعبہ کو جائیں کس لیے اور کیوں کنشت کو

پہونچیں یہیں سے بندگیاں سنگ و خشت کو

گر حسن گندمی ترا ان کو نہ تھا پسند

آدم نے چھوڑا کس لیے باغ بہشت کو

ہے میرے آگے ایک گل و خار و نیک و بد

اللہ نے بنایا ہے ہر خوب و زشت کو

بارش ضرور چاہئے ابر‌ فریب کی

شطرنج ساں جو چاہے کوئی سبز کشت کو

لایا خدا جو بعد عناصر ظہور میں

قائم کیا ہے مجھ سے پر ان کی سرشت کو

لکھا خط شکستہ میں ہے یک قلم وقار

منشیٔ آسماں نے مری سر نوشت کو

کشن کمار وقار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko

Kishan Kumaar Waqaar

kabe ko jaen kis liye aur kyun kunisht ko
pahunchin yahin se bandagiyan sang-o-KHisht ko

gar husn-e-gandumi tera un ko na tha pasand
aadam ne chhoDa kis liye bagh-e-bahisht ko

hai mere aage ek gul-o-KHar-o-nek-o-bad
allah ne banaya hai har KHub-o-zisht ko

barish zarur chahiye abr-e-fareb ki
shatranj san jo chahe koi sabz-e-kisht ko

laya KHuda jo baad-e-anasir zuhur mein
qaem kiya hai mujh se par un ki sarisht ko

likkha KHat-e-shikasta mein hai yak-qalam waqar
munshi-e-asman ne meri sarnawisht ko

(364) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko written by Kishan Kumaar Waqaar at UrduPoint. Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko is one of the masterpieces written by Kishan Kumaar Waqaar. You can also find the complete poetry collection of Kishan Kumaar Waqaar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kishan Kumaar Waqaar' above.

Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabe Ko Jaen Kis Liye Aur Kyun Kunisht Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.