Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf, Urdu Ghazal By Koki Gul

Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Koki Gul. Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری تو بات بات سے ہے مجھ کو اختلاف

کوکی گل

تیری تو بات بات سے ہے مجھ کو اختلاف

ہر بات میں ثبات سے ہے مجھ کو اختلاف

تیرے کرم سے آتی ہے بدلے کی بو مجھے

سو ان معاملات سے ہے مجھ کو اختلاف

بیٹھے ہوں جس کی گھات میں سارے گناہ گار

ایسی اندھیری رات سے ہے مجھ کو اختلاف

ہو جن میں درجہ بندی امیر و غریب کی

ایسے تعلقات سے ہے مجھ کو اختلاف

ہر چال میں ہی مات ہو گلؔ میرے شاہ کی

ایسی بچھی بساط سے ہے مجھ کو اختلاف

کوکی گل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf

Koki Gul

teri to baat baat se hai mujh ko iKHtilaf
har baat mein sabaat se hai mujh ko iKHtilaf

tere karam se aati hai badle ki bu mujhe
so in muamlat se hai mujh ko iKHtilaf

baiThe hon jis ki ghat mein sare gunahgar
aisi andheri raat se hai mujh ko iKHtilaf

ho jin mein darja-bandi amir-o-gharib ki
aise talluqat se hai mujh ko iKHtilaf

har chaal mein hi mat ho 'gul' mere shah ki
aisi bichhi bisat se hai mujh ko iKHtilaf

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf written by Koki Gul at UrduPoint. Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf is one of the masterpieces written by Koki Gul. You can also find the complete poetry collection of Koki Gul by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Koki Gul' above.

Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri To Baat Baat Se Hai Mujhko IKHtilaf, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.