BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain, Urdu Ghazal By Krishn Bihari Noor

BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Krishn Bihari Noor. BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بچھڑ کے تجھ سے نہ جیتے ہیں اور نہ مرتے ہیں

کرشن بہاری نور

بچھڑ کے تجھ سے نہ جیتے ہیں اور نہ مرتے ہیں

عجیب طرح کے بس حادثے گزرتے ہیں

زمین چھوڑ نہ پاؤں گا انتظار یہ ہے

وہ آسمان سے دھرتی پہ کب اترتے ہیں

یہ کس نے کھینچ دی سانسوں کی لکشمن ریکھا

کہ جسم جلتا ہے باہر جو پاؤں دھرتے ہیں

یہ چاند تارے زمیں اور آفتاب تمام

طواف کرتے ہیں کس کا طواف کرتے ہیں؟

حیات دیتی ہیں سانسیں بس اک مقام تلک

پھر اس کے بعد تو بس سانس سانس مرتے ہیں

کرشن بہاری نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain

Krishn Bihari Noor

bichhaD ke tujh se na jite hain aur na marte hain
ajib tarah ke bas hadse guzarte hain

zamin chhoD na paunga intizar ye hai
wo aasman se dharti pe kab utarte hain

ye kis ne khinch di sanson ki laxman-rekha
ki jism jalta hai bahar jo panw dharte hain

ye chand tare zamin aur aaftab tamam
tawaf karte hain kis ka tawaf karte hain?

hayat deti hain sansen bas ek maqam talak
phir is ke baad to bas sans sans marte hain

(697) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain written by Krishn Bihari Noor at UrduPoint. BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain is one of the masterpieces written by Krishn Bihari Noor. You can also find the complete poetry collection of Krishn Bihari Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Krishn Bihari Noor' above.

BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like BichhaD Ke Tujhse Na Jite Hain Aur Na Marte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.