Maut Jada Hai Maut Manzil Hai, Urdu Ghazal By Laiq Siddiqi

Maut Jada Hai Maut Manzil Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Laiq Siddiqi. Maut Jada Hai Maut Manzil Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maut Jada Hai Maut Manzil Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موت جادہ ہے موت منزل ہے

لئیق صدیقی

موت جادہ ہے موت منزل ہے

موت ہی زندگی کا حاصل ہے

غم کے عالم میں مسکرا دینا

مجھ کو آساں ہے تم کو مشکل ہے

اس کو خطرہ ہے ڈوب جانے کا

جس کی کشتی قریب ساحل ہے

میرا کردار میرا طرز عمل

میری محرومیوں میں شامل ہے

موت آتی ہے اس طرح بھی لئیقؔ

کوئی مقتول ہے نہ قاتل ہے

لئیق صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maut Jada Hai Maut Manzil Hai

Laiq Siddiqi

maut jada hai maut manzil hai
maut hi zindagi ka hasil hai

gham ke aalam mein muskura dena
mujh ko aasan hai tum ko mushkil hai

us ko KHatra hai Dub jaane ka
jis ki kashti qarib-e-sahil hai

mera kirdar mera tarz-e-amal
meri mahrumiyon mein shamil hai

maut aati hai is tarah bhi 'laiq'
koi maqtul hai na qatil hai

(628) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maut Jada Hai Maut Manzil Hai written by Laiq Siddiqi at UrduPoint. Maut Jada Hai Maut Manzil Hai is one of the masterpieces written by Laiq Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Laiq Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Laiq Siddiqi' above.

Maut Jada Hai Maut Manzil Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maut Jada Hai Maut Manzil Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.