Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai, Urdu By Machis Lakhnavi

Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai is a famous Urdu written by a famous poet, Machis Lakhnavi. Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu . You can read Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ وہ بلبل میں رکھی ہے نہ پروانے میں رکھی ہے

ماچس لکھنوی

نہ وہ بلبل میں رکھی ہے نہ پروانے میں رکھی ہے

جو اس نے آتش عشق اپنے دیوانے میں رکھی ہے

مرے پر اس کو سو درے نہ کہئے پھر تو کیا کہئے

ترے عاشق کی میت ڈاکٹر خانے میں رکھی ہے

حرام اس کی ہے اک منزل حلال اس کی ہے اک منزل

نہ جانے کیا صفت انگور کے دانے میں رکھی ہے

تجاہل دیکھیے واعظ کا فرماتے ہیں رندوں سے

یہ کیا شے سامنے ساقی کے پیمانے میں رکھی ہے

ذرا دیکھو تو اس پیر مغاں کی دور بینی کو

منگا کر شیخ کی تصویر میخانے میں رکھی ہے

لگی کچھ ہونس ایسی شیخ بیچارے کی صحت پر

کہ اب تو آئے دن ڈولی دوا خانے میں رکھی ہے

محلہ خوش نہ ان کے باپ ماں خوش اور نہ درباں خوش

کسی دن مار پیٹ اب ان کے گھر جانے میں رکھی ہے

نہ بالوں میں سیاہی ہے نہ منہ میں دانت واعظ کے

کسر اب کون سی ملک عدم جانے میں رکھی ہے

ماچس لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai

Machis Lakhnavi

na wo bulbul mein rakkhi hai na parwane mein rakkhi hai
jo us ne aatish-e-ishq apne diwane mein rakkhi hai

mere par us ko sau durre na kahiye phir to kya kahiye
tere aashiq ki mayyat doctor-KHane mein rakkhi hai

haram us ki hai ek manzil halal us ki hai ek manzil
na jaane kya sifat angur ke dane mein rakkhi hai

tajahul dekhiye waiz ka farmate hain rindon se
ye kya shai samne saqi ke paimane mein rakkhi hai

zara dekho to is pir-e-mughan ki dur-bini ko
manga kar shaiKH ki taswir maiKHane mein rakkhi hai

lagi kuchh huns aisi shaiKH bechaare ki sehhat par
ki ab to aae din Doli dawa-KHane mein rakkhi hai

mohalla KHush na un ke bap man KHush aur na darban KHush
kisi din mar-piT ab un ke ghar jaane mein rakkhi hai

na baalon mein syahi hai na munh mein dant waiz ke
kasar ab kaun si mulk-e-adam jaane mein rakkhi hai

(435) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai written by Machis Lakhnavi at UrduPoint. Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai is one of the masterpieces written by Machis Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Machis Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Machis Lakhnavi' above.

Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai is a widely read Urdu . If you like Na Wo Bulbul Mein Rakkhi Hai Na Parwane Mein Rakkhi Hai, you will also like to read other famous Urdu .

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.