Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre, Urdu Ghazal By Madan Mohan Danish

Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Madan Mohan Danish. Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ اس مقام سے اب دل کا کارواں گزرے

مدن موہن دانش

کچھ اس مقام سے اب دل کا کارواں گزرے

یقیں کی حد سے جو گزرے تو بے زباں گزرے

یہ اتفاق کہاں ہے کہ آنکھ بھر آئی

محبتوں میں کوئی کیسے بے نشاں گزرے

مجھی سے ہو کے گزرتی ہے راہ دنیا کی

سو مجھ سے ہو کے زمیں اور آسماں گزرے

تعلقات میں وہ مرحلے بھی کیسے تھے

یقین اور گماں کے جو درمیاں گزرے

طلسم رنگ میں الجھے ہوئے ہیں سب دانشؔ

جو دیکھنے ہیں وہ منظر ابھی کہاں گزرے

مدن موہن دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre

Madan Mohan Danish

kuchh us maqam se ab dil ka karwan guzre
yaqin ki had se jo guzre to be-zaban guzre

ye ittifaq kahan hai ki aankh bhar aai
mohabbaton mein koi kaise be-nishan guzre

mujhi se ho ke guzarti hai rah duniya ki
so mujh se ho ke zamin aur aasman guzre

talluqat mein wo marhale bhi kaise the
yaqin aur guman ke jo darmiyan guzre

tilism-e-rang mein uljhe hue hain sab 'danish'
jo dekhne hain wo manzar abhi kahan guzre

(632) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre written by Madan Mohan Danish at UrduPoint. Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre is one of the masterpieces written by Madan Mohan Danish. You can also find the complete poetry collection of Madan Mohan Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Madan Mohan Danish' above.

Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Us Maqam Se Ab Dil Ka Karwan Guzre, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.