Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha, Urdu Ghazal By Mahfooz Kaifi

Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahfooz Kaifi. Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حادثوں سے کھیلنا میرے لیے مشکل نہ تھا

محفوظ کیفی

حادثوں سے کھیلنا میرے لیے مشکل نہ تھا

اے مسیح فتنہ گر لیکن سکون دل نہ تھا

جس میں آئے تھے کفن بردوش چہرے شوق سے

زندگی افسوس میں اس بزم میں شامل نہ تھا

گفتگو کرتے تھے وہ بھی شیش محلوں کی وہاں

جن کو رہنے کے لئے ٹوٹا مکاں حاصل نہ تھا

مجھ پہ بھی الزام لوگوں نے لگایا قتل کا

قاتلوں کے شہر میں حالانکہ میں قاتل نہ تھا

وقت کا رہبر نما قزاق تھا ہر آئینہ

سچ ہے وہ کیفیؔ تمہارے شہر کا عامل نہ تھا

محفوظ کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha

Mahfooz Kaifi

hadson se khelna mere liye mushkil na tha
ai masih-e-fitna-gar lekin sukun-e-dil na tha

jis mein aae the kafan-bardosh chehre shauq se
zindagi afsos main us bazm mein shamil na tha

guftugu karte the wo bhi shish-mahlon ki wahan
jin ko rahne ke liye TuTa makan hasil na tha

mujh pe bhi ilzam logon ne lagaya qatl ka
qatilon ke shahr mein haalanki main qatil na tha

waqt ka rahbar-numa qazzaq tha har aaina
sach hai wo 'kaifi' tumhaare shahar ka aamil na tha

(565) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha written by Mahfooz Kaifi at UrduPoint. Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha is one of the masterpieces written by Mahfooz Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Mahfooz Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahfooz Kaifi' above.

Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hadson Se Khelna Mere Liye Mushkil Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.