KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan, Urdu Ghazal By Mahmood Ishqi

KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Ishqi. KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشبو کی طرح شب کو مچلتا تھا گلبدن

محمود عشقی

خوشبو کی طرح شب کو مچلتا تھا گلبدن

بستر سے چن رہا ہوں میں ٹوٹے ہوئے بٹن

خاک شفا کے نام سے مٹی کو بیچ کر

کیا موج کر رہے ہیں امامان فکر و فن

دیکھوں گا میں بھی چکھ کے ذرا زہر کا مزا

تو اپنے ساتھ ساتھ مرا بھی تو کر جتن

ورنہ پھر ان کو چین سے جینے نہ دیں گے لوگ

شرفا کے واسطے بھی ہے لازم کمینہ پن

اب جنس میں نہیں رہی تخصیص رنگ کی

دونوں طرف ہی سیٹی بجاتے ہیں پیرہن

لب پر لچک رہی ہے لپ اسٹک خلوص کی

میک اپ کے بوجھ سے ہے پریشان حسن زن

لوبان کے دھوئیں میں تصوف کے ذکر پر

پودوں کی طرح ہلتے رہے اہل انجمن

اس شان احتیاط کے قربان جائیے

کوشش یہ کر رہے ہیں کہ میلا نہ ہو کفن

محمود عشقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan

Mahmood Ishqi

KHushbu ki tarah shab ko machalta tha gul-badan
bistar se chun raha hun main TuTe hue baTan

KHak-e-shifa ke nam se miTTi ko bech kar
kya mauj kar rahe hain imaman-e-fikr-o-fan

dekhunga main bhi chakh ke zara zahr ka maza
tu apne sath sath mera bhi to kar jatan

warna phir un ko chain se jine na denge log
shorafa ke waste bhi hai lazim kamina-pan

ab jins mein nahin rahi taKHsis rang ki
donon taraf hi siTi bajate hain pairahan

lab par lachak rahi hai lipstick KHulus ki
make-up ke bojh se hai pareshan husn-e-zan

loban ke dhuen mein tasawwuf ke zikr par
paudon ki tarah hilte rahe ahl-e-anjuman

is shan-e-ehtiyat ke qurban jaiye
koshish ye kar rahe hain ki maila na ho kafan

(400) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan written by Mahmood Ishqi at UrduPoint. KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan is one of the masterpieces written by Mahmood Ishqi. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Ishqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Ishqi' above.

KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushbu Ki Tarah Shab Ko Machalta Tha Gul-badan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.