Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain, Urdu Ghazal By Mahshar Inayati

Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahshar Inayati. Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم سے گمراہ زمانے نے کہاں دیکھے ہیں

محشر عنایتی

ہم سے گمراہ زمانے نے کہاں دیکھے ہیں

ہم نے مٹتے ہوئے قدموں کے نشاں دیکھے ہیں

آپ نے دیکھ کے ہر اک کو نظر پھیری ہے

آپ نے صاحب احساس کہاں دیکھے ہیں

زندگی سیدھی سی اک راہ نہیں ہے اے دوست

اس میں جو موڑ ہیں وہ تو نے کہاں دیکھے ہیں

دل جہاں لرزے امیدوں کا تصور کر کے

میں نے امید کے آثار وہاں دیکھے ہیں

اٹھ گئی آنکھ اگر میری تو جم جائے گی

آپ نے دیدۂ ہر سو نگراں دیکھے ہیں

محشر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain

Mahshar Inayati

hum se gumrah zamane ne kahan dekhe hain
hum ne miTte hue qadmon ke nishan dekhe hain

aap ne dekh ke har ek ko nazar pheri hai
aap ne sahib-e-ehsas kahan dekhe hain

zindagi sidhi si ek rah nahin hai ai dost
is mein jo moD hain wo tu ne kahan dekhe hain

dil jahan larze umidon ka tasawwur kar ke
main ne ummid ke aasar wahan dekhe hain

uTh gai aankh agar meri to jam jaegi
aap ne dida-e-har-su-nigran dekhe hain

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain written by Mahshar Inayati at UrduPoint. Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain is one of the masterpieces written by Mahshar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Mahshar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahshar Inayati' above.

Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Humse Gumrah Zamane Ne Kahan Dekhe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.