Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya, Urdu Ghazal By Mahshar Inayati

Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahshar Inayati. Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسرتوں کی ساعتوں میں اختصار کر لیا

محشر عنایتی

مسرتوں کی ساعتوں میں اختصار کر لیا

حیات غم کو ہم نے اور سازگار کر لیا

قسم جب اس نے کھائی ہم نے اعتبار کر لیا

ذرا سی دیر زندگی کو خوش گوار کر لیا

وہ آج چاہتے تھے بات کچھ بڑھے مگر وہ ہم

کہ بات بات پر سکوت اختیار کر لیا

کہو کہ مہر صبح تاب آئے ہو کے بے نقاب

کوئی بس آ چکا کسی کا انتظار کر لیا

قدم قدم پہ حادثے قدم قدم پہ انقلاب

ہمیں تو دیکھو زندگی کا اعتبار کر لیا

محشر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya

Mahshar Inayati

masarraton ki saaton mein iKHtisar kar liya
hayat-e-gham ko hum ne aur sazgar kar liya

qasam jab us ne khai hum ne e'tibar kar liya
zara si der zindagi ko KHush-gawar kar liya

wo aaj chahte the baat kuchh baDhe magar wo hum
ki baat baat par sukut iKHtiyar kar liya

kaho ki mehr-e-subh-tab aae ho ke be-naqab
koi bas aa chuka kisi ka intizar kar liya

qadam qadam pe hadse qadam qadam pe inqilab
hamein to dekho zindagi ka e'tibar kar liya

(436) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya written by Mahshar Inayati at UrduPoint. Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya is one of the masterpieces written by Mahshar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Mahshar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahshar Inayati' above.

Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Masarraton Ki Saaton Mein IKHtisar Kar Liya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.