Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum, Urdu Ghazal By Majeed Kham Ganwi

Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Majeed Kham Ganwi. Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوئے ہیں اہل نظر جانے کس دیار میں گم

مجید کھام گانوی

ہوئے ہیں اہل نظر جانے کس دیار میں گم

چراغ سوگ میں ہیں بزم انتظار میں گم

کسی سے کیا کرم میر کارواں کہئے

نہ جانے کتنے مسافر ہوئے غبار میں گم

کچھ ایسا بے خودیٔ شب کا سلسلہ ہے کہ لوگ

سحر کو بھی ہیں چراغاں کے انتظار میں گم

غریب کس سے تبسم کا فلسفہ پوچھے

امیر شہر تو ہے اپنے کاروبار میں گم

سبھی سفر میں ہیں یہ اپنی اپنی قسمت ہے

کسی کے سامنے منزل کوئی غبار میں گم

ترا یہ نظم چمن باغباں ہمیں تسلیم

مگر وہ پھول ہوئے جو بھری بہار میں گم

مجیدؔ کتنے ہی دل ہیں جواب لالہ و گل

مگر نظر ہے تری اپنے شاہکار میں گم

مجید کھام گانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum

Majeed Kham Ganwi

hue hain ahl-e-nazar jaane kis dayar mein gum
charagh sog mein hain bazm intizar mein gum

kisi se kya karam-e-mir-e-karwan kahiye
na jaane kitne musafir hue ghubar mein gum

kuchh aisa be-KHudi-e-shab ka silsila hai ki log
sahar ko bhi hain charaghan ke intizar mein gum

gharib kis se tabassum ka falsafa puchhe
amir-e-shahr to hai apne karobar mein gum

sabhi safar mein hain ye apni apni qismat hai
kisi ke samne manzil koi ghubar mein gum

tera ye nazm-e-chaman baghban hamein taslim
magar wo phul hue jo bhari bahaar mein gum

'majid' kitne hi dil hain jawab-e-lala-o-gul
magar nazar hai teri apne shahkar mein gum

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum written by Majeed Kham Ganwi at UrduPoint. Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum is one of the masterpieces written by Majeed Kham Ganwi. You can also find the complete poetry collection of Majeed Kham Ganwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Majeed Kham Ganwi' above.

Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hue Hain Ahl-e-nazar Jaane Kis Dayar Mein Gum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.