Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka, Urdu Ghazal By Mamnoon Nizamuddin

Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mamnoon Nizamuddin. Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہے ہے روکش نشتر ہر آبلہ دل کا

ممنونؔ نظام الدین

رہے ہے روکش نشتر ہر آبلہ دل کا

یہ حوصلہ ہے کوئی بلبے حوصلہ دل کا

عبث نہیں ہے یہ وابستۂ پریشانی

کسی کی زلف کو پہنچے ہے سلسلہ دل کا

ہجوم غمزہ و خیل کرشمہ لشکر ناز

عجب سپاہ سے ٹھہرا مقابلہ دل کا

کہوں میں کیا کہ ہوا کیسے بے جگہ مائل

ہے اپنے بخت کا شکوہ نہیں گلہ دل کا

شب فراق نے چھوڑا نہ صبر و تاب شکیب

لگی یہ آگ کہ اسباب سب جلا دل کا

ممنونؔ نظام الدین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka

Mamnoon Nizamuddin

rahe hai ru-kash-e-nishtar har aabla dil ka
ye hausla hai koi balbe-hausla dil ka

abas nahin hai ye wabasta-e-pareshani
kisi ki zulf ko pahunche hai silsila dil ka

hujum-e-ghamza-o-KHail-e-karishma lashkar-e-naz
ajab sipah se Thahra muqabla dil ka

kahun main kya ki hua kaise be-jagah mail
hai apne baKHt ka shikwa nahin gila dil ka

shab-e-firaq ne chhoDa na sabr-o-tab-e-shakeb
lagi ye aag ki asbab sab jala dil ka

(472) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka written by Mamnoon Nizamuddin at UrduPoint. Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka is one of the masterpieces written by Mamnoon Nizamuddin. You can also find the complete poetry collection of Mamnoon Nizamuddin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mamnoon Nizamuddin' above.

Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rahe Hai Ru-kash-e-nishtar Har Aabla Dil Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.