Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai, Urdu Ghazal By Manisha Pandey

Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manisha Pandey. Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہماری کھڑکی میں آ گیا ہے

منیشا پانڈے

ہماری کھڑکی میں آ گیا ہے

یہ چاند کب سے یہیں پڑا ہے

جو اپنی کشتی ڈوبو رہا ہے

کئی دنوں ناخدا رہا ہے

جسے نیا سب بتا رہے ہیں

تماشہ پہلے کیا گیا ہے

مکاں ڈھا ہے ابھی یہ جا کر

کئی برس گھر بسا رہا ہے

ہمیں یقیں تھا بہت کسی پر

ہمیں اسی پر شبہ ہوا ہے

ہرا بھرا تھا کبھی شجر یہ

شجر گھروندوں پہ آ گرا ہے

ابھی ہوائیں بھی سر پھری ہیں

ابھی دسمبر نیا نیا ہے

ہمیں بھلانے کی کشمکش میں

وہ اپنے دل سے خفا رہا ہے

بدن جلے ہے کیوں بارشوں میں

یہ بوند میں کیا ملا ہوا ہے

ہمیں سخن کی طلب رہی ہے

ہمیں سخن کا نشہ رہا ہے

وہ جس نے ہم کو زمیں نہیں دی

ہمیں فلک سے گرا رہا ہے

منیشا پانڈے

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai

Manisha Pandey

hamari khiDki mein aa gaya hai
ye chand kab se yahin paDa hai

jo apni kashti Dubo raha hai
kai dinon naKHuda raha hai

jise naya sab bata rahe hain
tamasha pahle kiya gaya hai

makan Dhaha hai abhi ye ja kar
kai baras ghar basa raha hai

hamein yaqin tha bahut kisi par
hamein usi par shubh hua hai

hara-bhara tha kabhi shajar ye
shajar gharondon pe aa gira hai

abhi hawaen bhi sar-phiri hain
abhi december naya naya hai

hamein bhulane ki kashmakash mein
wo apne dil se KHafa raha hai

badan jale hai kyon barishon mein
ye bund mein kya mila hua hai

hamein suKHan ki talab rahi hai
hamein suKHan ka nasha raha hai

wo jis ne hum ko zamin nahin di
hamein falak se gira raha hai

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai written by Manisha Pandey at UrduPoint. Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai is one of the masterpieces written by Manisha Pandey. You can also find the complete poetry collection of Manisha Pandey by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manisha Pandey' above.

Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamari KhiDki Mein Aa Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.