Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya, Urdu Ghazal By Manoj Azhar

Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manoj Azhar. Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات سائے سے بھی جھگڑا کر لیا

منوج اظہر

رات سائے سے بھی جھگڑا کر لیا

خود کو بالکل ہی اکیلا کر لیا

بھولنے کی ضد میں یہ کیا کر لیا

رنگ ہی یادوں کا پکا کر لیا

وہ بھی ہم سے اجنبی بن کر ملا

ہم نے بھی لہجے کو سادہ کر لیا

ہاتھ ملتے رہ گئے سارے بھنور

اور کشتی نے کنارا کر لیا

رات بے سدھ ہو کے سوئے گی یہاں

اس لئے سورج نے پردہ کر لیا

منوج اظہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya

Manoj Azhar

raat sae se bhi jhagDa kar liya
KHud ko bilkul hi akela kar liya

bhulne ki zid mein ye kya kar liya
rang hi yaadon ka pakka kar liya

wo bhi hum se ajnabi ban kar mila
hum ne bhi lahje ko sada kar liya

hath malte rah gae sare bhanwar
aur kashti ne kinara kar liya

raat be-sudh ho ke soegi yahan
is liye suraj ne parda kar liya

(760) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya written by Manoj Azhar at UrduPoint. Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya is one of the masterpieces written by Manoj Azhar. You can also find the complete poetry collection of Manoj Azhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manoj Azhar' above.

Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat Sae Se Bhi JhagDa Kar Liya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.