Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin, Urdu Ghazal By Mansooruddin Quraishi Mansoor

Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansooruddin Quraishi Mansoor. Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تجھ کو اے مہر جہاں تاب خبر ہے کہ نہیں

منصورالدین قریشی منصور

تجھ کو اے مہر جہاں تاب خبر ہے کہ نہیں

زیست کی شب مری محتاج سحر ہے کہ نہیں

کس لئے خوف تجھے ہے مری ہم راہی میں

رہبری میں مری محفوظ خضر ہے کہ نہیں

تو ہی تنہا نہیں بد نام زمانہ اے دوست

بے وفا تیری طرح نوع بشر ہے کہ نہیں

کیوں کروں خود پہ میں پابندیٔ منزل عائد

دشت پھیلا ہوا تا حد نظر ہے کہ نہیں

آنکھ تو تو نے نڈر ہو کے ملا لی تھی مگر

تب سے شرمائی ہوئی تیری نظر ہے کہ نہیں

عقل حیران ہے اقدار کی تبدیلی پر

کل جو تھا عیب وہی آج ہنر ہے کہ نہیں

کیوں وہ ہمسائیگیٔ عرش پہ نازاں نہ رہے

رفعت دار پہ منصورؔ کا گھر ہے کہ نہیں

منصورالدین قریشی منصور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin

Mansooruddin Quraishi Mansoor

tujh ko ai mehr-e-jahan-tab KHabar hai ki nahin
zist ki shab meri muhtaj-e-sahar hai ki nahin

kis liye KHauf tujhe hai meri hamrahi mein
rahbari mein meri mahfuz KHizar hai ki nahin

tu hi tanha nahin badnam-e-zamana ai dost
bewafa teri tarah nau-e-bashar hai ki nahin

kyon karun KHud pe main pabandi-e-manzil aaed
dasht phaila hua ta-hadd-e-nazar hai ki nahin

aankh to tu ne niDar ho ke mila li thi magar
tab se sharmai hui teri nazar hai ki nahin

aql hairan hai aqdar ki tabdili par
kal jo tha aib wahi aaj hunar hai ki nahin

kyon wo hamsaegi-e-arsh pe nazan na rahe
rifat-e-dar pe 'mansur' ka ghar hai ki nahin

(491) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin written by Mansooruddin Quraishi Mansoor at UrduPoint. Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin is one of the masterpieces written by Mansooruddin Quraishi Mansoor. You can also find the complete poetry collection of Mansooruddin Quraishi Mansoor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansooruddin Quraishi Mansoor' above.

Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tujhko Ai Mehr-e-jahan-tab KHabar Hai Ki Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.