Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui, Urdu Ghazal By Manzar Bhopali

Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzar Bhopali. Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ بھر آئی کسی سے جو ملاقات ہوئی

منظر بھوپالی

آنکھ بھر آئی کسی سے جو ملاقات ہوئی

خشک موسم تھا مگر ٹوٹ کے برسات ہوئی

دن بھی ڈوبا کہ نہیں یہ مجھے معلوم نہیں

جس جگہ بجھ گئے آنکھوں کے دئے رات ہوئی

کوئی حسرت کوئی ارماں کوئی خواہش ہی نہ تھی

ایسے عالم میں مری خود سے ملاقات ہوئی

ہو گیا اپنے پڑوسی کا پڑوسی دشمن

آدمیت بھی یہاں نذر فسادات ہوئی

اسی ہونی کو تو قسمت کا لکھا کہتے ہیں

جیتنے کا جہاں موقع تھا وہیں مات ہوئی

اس طرح گزرا ہے بچپن کہ کھلونے نہ ملے

اور جوانی میں بڑھاپے سے ملاقات ہوئی

منظر بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui

Manzar Bhopali

aankh bhar aai kisi se jo mulaqat hui
KHushk mausam tha magar TuT ke barsat hui

din bhi Duba ki nahin ye mujhe malum nahin
jis jagah bujh gae aankhon ke diye raat hui

koi hasrat koi arman koi KHwahish hi na thi
aise aalam mein meri KHud se mulaqat hui

ho gaya apne paDosi ka paDosi dushman
aadamiyyat bhi yahan nazr-e-fasadat hui

isi honi ko to qismat ka likha kahte hain
jitne ka jahan mauqa tha wahin mat hui

is tarah guzra hai bachpan ki khilaune na mile
aur jawani mein buDhape se mulaqat hui

(922) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui written by Manzar Bhopali at UrduPoint. Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui is one of the masterpieces written by Manzar Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Manzar Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzar Bhopali' above.

Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Bhar Aai Kisi Se Jo Mulaqat Hui, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.