Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai, Urdu Ghazal By Manzar Hashmi

Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzar Hashmi. Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حقیقت جانتا کوئی نہیں ہے

منظر ہاشمی

حقیقت جانتا کوئی نہیں ہے

بھلے سب ہیں برا کوئی نہیں ہے

سب اپنی اپنی بولی بولتے ہیں

کسی کا ہم نوا کوئی نہیں ہے

جسے پانے کی سب کو ہے تمنا

اسی کو ڈھونڈھتا کوئی نہیں ہے

خموشی پر مری سب لب کشا تھے

مگر اب بولتا کوئی نہیں ہے

تری دانست میں اعمال تیرے

جہاں میں دیکھتا کوئی نہیں ہے

بہاریں گشت کرتی ہیں چمن میں

مگر پتا ہرا کوئی نہیں ہے

تری الفت کی چاہت ہے سبھی کو

مگر مجھ پر فدا کوئی نہیں ہے

خرد کی انتہا میں چاہتا ہوں

جنوں کی انتہا کوئی نہیں ہے

منظر ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai

Manzar Hashmi

haqiqat jaanta koi nahin hai
bhale sab hain bura koi nahin hai

sab apni apni boli bolte hain
kisi ka ham-nawa koi nahin hai

jise pane ki sab ko hai tamanna
usi ko DhunDhta koi nahin hai

KHamoshi par meri sab lab-kusha the
magar ab bolta koi nahin hai

teri danist mein aamal tere
jahan mein dekhta koi nahin hai

bahaaren gasht karti hain chaman mein
magar patta hara koi nahin hai

teri ulfat ki chahat hai sabhi ko
magar mujh par fida koi nahin hai

KHirad ki intiha main chahta hun
junun ki intiha koi nahin hai

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai written by Manzar Hashmi at UrduPoint. Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai is one of the masterpieces written by Manzar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Manzar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzar Hashmi' above.

Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haqiqat Jaanta Koi Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.