Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije, Urdu Ghazal By Manzar Lakhnavi

Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzar Lakhnavi. Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد ہو دل میں تو دوا کیجے

منظر لکھنوی

درد ہو دل میں تو دوا کیجے

اور جو دل ہی نہ ہو تو کیا کیجے

غم میں کچھ غم کا مشغلا کیجے

درد کی درد سے دوا کیجے

آپ اور عہد پر وفا کیجے

توبہ توبہ خدا خدا کیجے

دیکھتا ہوں جو حشر کے آثار

اپنے تیور ملاحظہ کیجے

نظر التفات بن گئی موت

مری قسمت کو آپ کیا کیجے

دیکھیے مقتضائے حال مریض

اب دوا چھوڑیئے دوا کیجے

چار دن کی حیات میں منظرؔ

کیوں کسی سے بھی دل برا کیجے

منظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije

Manzar Lakhnavi

dard ho dil mein to dawa kije
aur jo dil hi na ho to kya kije

gham mein kuchh gham ka mashghala kije
dard ki dard se dawa kije

aap aur ahd-e-pur-wafa kije
tauba tauba KHuda KHuda kije

dekhta hun jo hashr ke aasar
apne tewar mulahiza kije

nazar-e-iltifat ban gai maut
meri qismat ko aap kya kije

dekhiye maqtaza-e-haal-e-mariz
ab dawa chhoDiye dawa kije

chaar din ki hayat mein 'manzar'
kyun kisi se bhi dil bura kije

(661) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije written by Manzar Lakhnavi at UrduPoint. Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije is one of the masterpieces written by Manzar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Manzar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzar Lakhnavi' above.

Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ho Dil Mein To Dawa Kije, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.