Kinare Par Samundar Dubte Hain, Urdu Ghazal By Manzoor Depalpuri

Kinare Par Samundar Dubte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzoor Depalpuri. Kinare Par Samundar Dubte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kinare Par Samundar Dubte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کنارے پر سمندر ڈوبتے ہیں

منظور دیپالپوری

کنارے پر سمندر ڈوبتے ہیں

چلو کچھ اور اندر ڈوبتے ہیں

اسے ہم راستہ کہتے ہیں اپنا

جہاں لشکر کے لشکر ڈوبتے ہیں

ترے شانے کو دریا چھو رہا ہے

ہمارے تو یہاں سر ڈوبتے ہیں

تری غزلوں کو پڑھ کر سوچتا ہوں

تری آنکھوں میں منظر ڈوبتے ہیں

تری قربت سبب ہے ڈوبنے کا

کنارے پر بنے گھر ڈوبتے ہیں

وہاں منظور ہم کو تیرنا ہے

جہاں اکثر سخنور ڈوبتے ہیں

منظور دیپالپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kinare Par Samundar Dubte Hain

Manzoor Depalpuri

kinare par samundar Dubte hain
chalo kuchh aur andar Dubte hain

use hum rasta kahte hain apna
jahan lashkar ke lashkar Dubte hain

tere shane ko dariya chhu raha hai
hamare to yahan sar Dubte hain

teri ghazlon ko paDh kar sochta hun
teri aankhon mein manzar Dubte hain

teri qurbat sabab hai Dubne ka
kinare par bane ghar Dubte hain

wahan manzur hum ko tairna hai
jahan akasr suKHnawar Dubte hain

(460) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kinare Par Samundar Dubte Hain written by Manzoor Depalpuri at UrduPoint. Kinare Par Samundar Dubte Hain is one of the masterpieces written by Manzoor Depalpuri. You can also find the complete poetry collection of Manzoor Depalpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzoor Depalpuri' above.

Kinare Par Samundar Dubte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kinare Par Samundar Dubte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.