Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala, Urdu Ghazal By Manzoor Nadeem

Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzoor Nadeem. Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کے کھیت میں مسکان اگانے والا

منظور ندیم

درد کے کھیت میں مسکان اگانے والا

کتنا خوش ظرف ہے زخموں کو چھپانے والا

دل میں اخلاص وفاؤں کی ہے گٹھری سر پر

آدمی ہے یہ کسی اور زمانے والا

یاد آتا رہا تا دیر سفر میں مجھ کو

ہاتھ رہ رہ کے دریچے سے ہلانے والا

آگ کچھ اور گھروں کو بھی جلا ڈالے گی

سوچتا کاش مرے گھر کو جلانے والا

لوگ چہروں کو چھپاتے ہوئے پھرتے ہیں ندیمؔ

شہر میں آیا ہے آئینہ دکھانے والا

منظور ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala

Manzoor Nadeem

dard ke khet mein muskan ugane wala
kitna KHush-zarf hai zaKHmon ko chhupane wala

dil mein iKHlas wafaon ki hai gaThri sar par
aadmi hai ye kisi aur zamane wala

yaad aata raha ta-der safar mein mujh ko
hath rah rah ke dariche se hilane wala

aag kuchh aur gharon ko bhi jala Dalegi
sochta kash mere ghar ko jalane wala

log chehron ko chhupate hue phirte hain 'nadim'
shahr mein aaya hai aaina dikhane wala

(368) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala written by Manzoor Nadeem at UrduPoint. Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala is one of the masterpieces written by Manzoor Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Manzoor Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzoor Nadeem' above.

Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ke Khet Mein Muskan Ugane Wala, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.