Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein, Urdu Ghazal By Marghoob Ali

Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Marghoob Ali. Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم تو گم ہو گئے حالات کے سناٹے میں

مرغوب علی

ہم تو گم ہو گئے حالات کے سناٹے میں

ہم نے کچھ بھی نہ سنا رات کے سناٹے میں

حرف ناکام جہاں ہوتے ہیں ان لمحوں میں

پھول کھلتے ہیں بہت بات کے سناٹے میں

شور ہنگامہ صدا طبل و علم نقارے

ڈوب جاتے ہیں سبھی مات کے سناٹے میں

رات پڑتے ہی ہر اک روز ابھر آتی ہے

کس کے رونے کی صدا ذات کے سناٹے میں

ذہن میں پھولوں کی مانند کھلا کرتے ہیں

ہم نے وہ پل جو چنے ساتھ کے سناٹے میں

مرغوب علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein

Marghoob Ali

hum to gum ho gae haalat ke sannaTe mein
hum ne kuchh bhi na suna raat ke sannaTe mein

harf nakaam jahan hote hain un lamhon mein
phul khilte hain bahut baat ke sannaTe mein

shor hangama sada tabl-o-alam naqqare
Dub jate hain sabhi mat ke sannaTe mein

raat paDte hi har ek roz ubhar aati hai
kis ke rone ki sada zat ke sannaTe mein

zehn mein phulon ki manind khila karte hain
hum ne wo pal jo chune sath ke sannaTe mein

(582) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein written by Marghoob Ali at UrduPoint. Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein is one of the masterpieces written by Marghoob Ali. You can also find the complete poetry collection of Marghoob Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Marghoob Ali' above.

Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum To Gum Ho Gae Haalat Ke SannaTe Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.